Kya Karein Mp3 Song Download By Ananya Birla, Ankur Tewari. 2022 Hindi Song Kya Karein Mp3 are written By Ankur Tewari. Its music video is released by Ankur Tewari. Kya Karein By Ananya Birla, Ankur Tewari Mp3 Download From Ostpk.com with best quality.
Kya Karein (Ananya Birla, Ankur Tewari) Mp3 Song Download

Singer | Ananya Birla, Ankur Tewari |
---|---|
Music Composer | Ankur Tewari |
Lyricist | Ankur Tewari |
Genre | Love |
Category | Hindi |
Release Year | 2022 |

Video Of Kya Karein By Ananya Birla, Ankur Tewari

Kya Karein Song Lyrics
Chaha bahut ke chahein tumhe
Raaz apne dil ke batayein tumhe
Duniya se hum churake tumhe
Khwaabon mein apne basaye tumhe
Par ye dil ka mamla hai
Kya Karein
Ye dil na manta hai
Kya Karein
Yaadon mein uljha hua hai
Mohabbat se khafa
Dil kya karein
Sambhale hue hai dard kaii
Reh na gaya ho bakaya koi
Khaunf kaho ya tajurba sahi
Dil pehle jaise ab dhadakta nahi
Par ye dil ka mamla hai
Kya Karein
Ye dil na manta hai
Kya Karein
Yaadon mein uljha hua hai
Mohabbat se khafa
Dil kya karein
Ek baar ko ye maan lo
Pehle jo bhi hua hoga nahi
Aur iss dafa jo kuch bhi ho
Hum pyar mein badlenge nahi
Bilkul nahi
Par ye dil ka mamla hai
Kya Karein
Ye dil na manta hai
Kya Karein
Yaadon mein uljha hua hai
Mohabbat se khafa
Dil kya karein