Bahana Mp3 Song Download Links Check Below. Bahana Song is the most popular Hindi Song. It is written by Mohak Kukreja and Bahana Song released on 2022. Bahana Mp3 Song sung by the Mohak, Prithvi Shetty most popular voice. Bahana has been a huge hit with the listeners and has touched the hearts of many. Bahana Song Download Free And listen online in HD High-Quality Audio 320Kbps only on ostpk. Download Bahana Song Mp3 In Your Mobiles Free With Fast Links. Bahana Mp3 Song Download And Online Player Check Below. Bahana Song has been viewed and downloaded millions of times on Ostpk.com.

Bahana Mp3 Song Download & Listen For Free
Click To Download
Bahana Video Song

Bahana SongDetails
Who Sung Bahana Song? | Mohak, Prithvi Shetty |
---|---|
Who Comsposed Music Of Bahana Song? | Prithvi Shetty |
Who is Lyrics Writer Of Bahana Song? | Mohak Kukreja |
Bahana Lyrics
Thoda sa pagal hu.
Kass ke jo odh ke soti wahi chadar hu
Sabse jo tez garajta wohi badal hu
Nass mein ye nazmein bhari abhi ka Ghalib hu
Main gully se na aya par na paltu rapper hu
Salaam hai thoke saare jabse main kalaa mein doob
Salaamat hu main saale kabze mein main kal rakhu
Chala main duur aaja iss waqt bhagaale tu
Khulla pada raasta par aage traffic jam hai khoob
Koi bahana nahi
Nahi jo toda aisa
Koi bhi taala nahi
Chadar hai chhoti par
Pair failaane sahi
Jaldi hai chhoona aasmaan
Ha, padi gai ghayi
Koi bahana nahi
Nahi jo toda aisa
Koi bhi taala nahi
Dhundu main khud mein hi
Sab khazaana yahi
Moh se hu aaya ab
Hak jatana bhai
Koi bahana nahi.
(yeye)
Bola maine tune nahi suni thi baat ye meri
Khola maine muh bhi na tu jaanche aukat kya
Ye riyaaz
Main Midas, sab alfaaz mere hai sunehri
Hum sab hai meethe pakke
Tu akela khatta
Kachi kairi, phati teri
Sil de issko jaldi jaldi
Bol-hai-chhuri toh main khooni
Tu lagaale patti-haldi
Saath, main ek hi, aise pheki
Saare udke nashth lagori
Gaane mere chhapte tujhpe jaise
Garmi mein ghamori
Main toh rok hi na paaya jo zuban meri phisli
Tu baitha padhta rehta aur main muh se likhta history
Inn rangon mein main ghul gaya insaan ki main chipkali
Hai aankhein dono bandh teri khulli meri teesri ha
Khulli meri teesri.
(yeye)
Moh se hu aaya ab
Hak jataana bhai.